Iqbal is the biggest name of Pakistan history. A man who is known as Shair-e-Mashriq (Poet of the East), Mufakkir-e-Pakistan (The Thinker of Pakistan), and Hakeem-ul-Ummat (The Sage of the Ummah).

Allama Muhammad Iqbal is known as the inspiration behind Pakistan Movement that resulted in the Independence of Pakistan. His ideas towards prosperous and independent state for the Muslims of Sub-Continent finally lead to a separate state for the Muslims of Hindustan.

His day in Pakistan is celebrated as National Day of Pakistan. Till 2015, every year on his day, November 09, public holiday was announced by the Government of Pakistan.

Yom-e Iqbal Messages

‘Kahan Se Seekhi Hy Iqbal Tu Ne Darveshi…

K Charcha Hai Baddshaho’n Mein

——————————————————————————

Na Thi Jab Apny Haal Ki Khabar

Dekhty Rahey Logon K Aib-o-Hunar

Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar

To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha

——————————————————————————

Sone do ager wo so rhe ha ghulami ki neend…

Ho sakta hai wo khowab azadi ka dakh raha ho

——————————————————————————

Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay

Khudi Mein Doob Kar “Zarb-e-Kaleem” Paida Kar!

——————————————————————————

Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja

Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey….

——————————————————————————

IQBAL teri qoum ka IQBAL kho gaya.

Mazi to sunehra hai magar Haal kho gaya.

Wo Roub-o-Dabdaba wo jalal kho gaya.

Wo Husn Be-Misal wo jamal kho gaya.

Dobe hain jawabon men pr sawal kho gaya.

IQBAL teri Qoum ka IQBAL kho gaya.

Urte jo fizaon men the Shaheen na rahe.

Ba-zouq na rhe

Zaheen na rahe.

Pakiza gar na rahe Ba-Deen na rahe.

Wo Lala-o-Gulzar, Meh jabeen na rahe.

Momin ka W0 Andaz-e-Bakamal kho gaya.

IQBAL teri QUOM ka IQBAL kho gaya..!

——————————————————————————

“Tum Haya-o- Shariyat k Tqazon ki Bat karty ho”,

“Ham ne Nangy Jismon ko Malbos-e-Haya dekha hy”

“Ham ne Dekhy hain Ehraam mein Lipty kaei Iblees”

“Ham ne May-Khany mein kaei bar Khuda dekha hy”

——————————————————————————

Youm-e Iqbal Day 2017 Profile Pics & Wallpapers

The post 9 November Youm-e Iqbal Day 2017: Profile Pics, Cover Photos, SMS & Wallpapers first appeared on Web.pk.